Google Search

Custom Search
Showing posts with label dandiya songs. Show all posts
Showing posts with label dandiya songs. Show all posts

Tuesday, 12 July 2016

Chalo Bulawa Aaya Hain Song Lyrics from Avtaar

”JAI MATA DEE” dear readers, Here we are on the door step of popular festivals like “Ganesh Chaturthi” and “Navratri”. And Navratri is the festival for which everybody is excited not only in India but also in all over the world. This festival basically based on ‘MAA DURGA’. In this festival people mostly enjoy ‘DANDIYA’ and ‘GARBHA’ which said to be dedicate to ‘MATA RANI’. We are writing these song lyrics to make this Navaratri special for our readers by enjoying beauty and devotion of this song.

These most popular song lyrics “CHALO BULAWA AYA HAIN “ from the movie Avtaar which was directed by Mohan Kumar. It was released on 20th April, 1983. This beautiful song sung by Asha Bhosle and Mahendra Kapoor with full of emotions as well as feelings, Anand Bakshi wrote these powerful lyrics and its music composed by Laxmikant Pyarelal. This song was picturized on Rajesh Khana and Shabana Azami.

Enjoy this year's ‘Navratri’ by this CHALO BULAWA AYA HAIN song lyrics.




'MATA JINKO YAAD KARE, WOH LOG NIRALE HOTE HAI''
'MATA JINKA NAAM PUKARE, KISMAT WALE HOTE HAIN’.

Challo bulawa aya hain , Mata ne bulaya hain (2)

Ohooooo……

Challo bulawa aya hain , Mata ne bulaya hain

Jai Mata Dee (2)

Ohoooooo…

'UNCHE PARBAT PR RANI MAA NE DARBAR LAGAYA HAIN'

Challo bulawa aya hain, Mata ne bulaya hain

Jai Mata Dee (2)

Sare jag main ek thikana sare gum ke maro ka,

Ohoo…

Rasta dekha rahi hain mata apni ankhon ke taron ka.

Ohoooooo…

Mast hawawo ka ek zoka
Yeah sandesa laya hain

Challo bulawa aya hain, Mata ne bulaya hain

Jai Mata Dee (2)

Jai Mata dee kehte jao aane jaane wallo ko,

Chalet jao tum mat dekho apne pawo ke chhalo ko.

Jisne jitna dard saha hain,
Utna chain bhi paya hain,
   
Challo bulawa aya hain, Mata ne bulaya hain

Jai Mata Dee  (2)

VAISHNO DEVI KE MANDIR MAIN, LOG MURADE PATE HAIN
Woh rote rote aante hain

Haste haste jate hain  (2)

Ohoooo…

Main bhi mang ke dekhu jisne, jo manga woh paya hain

Challo bulawa aya hain, Mata ne bulaya hain

Jai Mata Dee (2)

Main bhi to ek maa hu mata, maa hi maa ko pehnchane

BĂȘte ka dukh kya hota hain aur koi yeah kya jaane

Ohoooooo……

Uska khoon main dekhu kaise

Jisko doodh pilaya hain

Challo bulawa aya hain, Mata ne bulaya hain (2)

Ohoooo……

Challo bulawa aya hain , Mata ne bulaya hain (2)

Ohoooo…

Challo bulawa aya hain ,Mata ne bulaya hain (2)

Jai Mata Dee… (2)

Prem se bolo …
JAI MATA DEE

Sare bolo ……  
JAI MATA DEE

Vaishno rani …
JAI MATA DEE

Ambe kallyani…
JAI MATA DEE

Maa bholi bhali..
JAI MATA DEE

Maa sherowali…
JAI MATA DEE

Zoli bhar deti…
JAI MATA DEE

Sankat har leti…
JAI MATA DEE

Ohooooo…

JAI MATA DEE… JAI MATA DEE...



Sunday, 21 September 2014

Chand Aaya Hai Zameen Pe Aaj Garbe Ki Raat Me Lyrics

On the special occasion of Navratri here I present Garba song lyrics, which is great creation by A.r. Rahman. The song name is Chand Aya Hai Zamin Pe Aaj Garbe Ki Rat Main and this song from the movie Dil Hi Dil Mein, released in the year 2000.

This is the preliminary movie, which introduced Interent love first time in Indian film industry. Chand Aya Hai Zamin Pe Aaj Garbe Ki Rat Main lyrics written by Mehboob. This beautiful Garba song sung by Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy while its music composed by A.r. Rahman.

Enjoy these Navratri Dandiya song lyrics with the magical musical touch of A.r. Rahman.


Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Arey, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Bat Hai Jo Aya Wo  (2)


Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Arey, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do

Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main…

Chup Tumhare  Un  Labon Pe Bhi Hai
Chup Hamare In Labon Pe Bhi Hai
Bolti Hain Ye Nigahe, Mere Yaar

Mere Yaar   (2)

Ooooh Ooo Ooo Ooo Ooo
Hanseen Ho Sanam Tum
Chand Se Bhi Zyada   (2)
Gaihri Hain Zulfein
Jaise Rat Koi

Ooo, Tarifein Karo Na
Itni Bhi Zyada,
Rukein Na Sharam Se
Ye Saanse Meri

Jo Dil Main Hai Bolu Main
Bas Tumko Hi Dekhu Main
Jivan Yu Hi Bitaa Du
Ooo Hooo Ooo, Mere Yaar

Mere Yaar (2)

Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main

Are, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Baat Hai Jo Aya Wo (2)


Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Are, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do…

Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jina Kya

Mere Yaar

Ooo, Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jeena Kya

Mere Yaar

Ooooo Ooo Ooo Ooo Ooooo Ooo

Pehli  Nazar Ne Luta Tha Dil Ko
Jadugar Salam Mera Tum Ko

Itni Mohabbat, Doge Jo Humko
Kam Hi Padegi  Zindagi Humko

Janamon Ka Nata Hai Ye
Pyaar Waffa Ka Rishta Hai Ye
Tute Na Ye Bandhan Dekhooo

Mere Yaar  (4)

Kya Kya Iradey Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)
Kasmain Vade Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)

Wah Re Wah Kya Aaye Hai Ye Rat Re
Chedi Hai Milan Ki Koi Bat Re

Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)

Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo

Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)

Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)

Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)

Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)