Google Search

Custom Search

Monday 20 February 2012

A.r. Rahman Ek Deewana Tha Kya hai Mohabbat Hindi Song Lyrics

The Kya Hai Mohabbat Lyrics is from Ek Deewana Tha.The movie was directed by Gautham Menon. Prateik Babbar and Amy Jackson in lead roles.

Kya Hai Mohabbat song's music composed and sung by A R Rahman in 2012,lyrics written by Javed Akhtar and total length of a song is 4.27 Min.

The speciality of this soundtrack album was it released at Lawns of the Taj Mahal by A. R. Rahman on 21 December 2011 in Agra.

Check out the Kya Hai Mohabbat Lyrics.


Mohabbat hai ek khwaab yaa ek junoon hai?
Kisi ko mohabbat agar hai tto kyun hai
Mohabbat mein to sirf betabiyan hai
Toh phir kyun mohabbat mein
Dil ko sukoon hai... sukoon hai
Koi ye bata de ki, kya hai mohabbat? Mohabbat... (2)

Mohabbat hai dariya, mohabbat kinara
Mohabbat sitam hai, mohabbat sahara
Mohabbat idhar bhi, mohabbat udhar bhi
Mohabbat nazar hai, mohabbat nazaara
Koi ye bata de.. bata de.. bata de..

Mohabbat mein sab kuch haseen lagta hai kyun
Sitam jo kare dil nasheen lagta hai kyun
Mohabbat hai jiss se, woh dil tode bhi to
Bura phir bhi dil ko nahi lagta hai kyun?
Koi ye bata de ki, kya hai mohabbat? Mohabbat...

Naa samjha koi wo adaa hai mohabbat
Ki inaam hai ya sazaa hai mohabbat
Kisi ne kaha hai tto kyun ye kaha hai
Mohabbat khuda hai, khuda hai mohabbat.

Koi ye bata de ki, kya hai mohabbat?
Mahabbat...


Saturday 18 February 2012

A.R Rahman Ek Deewana Tha Hosanna Hindi Song Lyrics

The Song Hosanna is from the movie "Ek Deewana Tha". Lyrics of Hosanna is written by Javed Akhtar, Soundtrack's music composed by A.R Rahman. 

Hosanna soundtrack is Hindi remake of original Hosanna song from Gautham Menon's Tamil film Vinnaithandi Varuvaya and the movie "Ek Deewana Tha" is Hindi Remake of Tamil film Vinnaithandi Varuvaya.

This song is sung by Singers Leon D’Souza, Suzanne D’Mello, Blaaze.Total Song Duration is 5.33 Min.This song is most popular in teen generation at this time.  

I would love to share Hosanna song lyrics with all of you.


Dil hote jo mere seene mein do
Doosra dil bhi main tumhe deta todne ko


Hosanna..Hosanna..Hosanna
Ho..Sannna...Hosanna..Ho...

Dilkash thi woh shaam pehle pehal
Jab ke tumse mili thi nazar
Aisa chakraya ki ab ye na jaanu
Ke jaaun tto jaaun kidhar
Hosanna tum samne thi pal
Hosanna Agle hi pal thi ojhal
Ab kya bataaun main
Kis haal mein hu main
Yahaan-wahaan bas apna dil aur hosh dhoodta hu main

Hosanna.. (Madhoshi deewanagi)
Hosanna.. (main aur teri bandagi)
Hosanna.. (ab hai yehi zindagi)
Hosanna..

Everybody wanna know be like be like
I really wanna be here with you
Is that enough to say that
We are made for each other is all that is Hosanna true

Hosanna... be there when you are calling i will be there
Hosanna... feeling like my life's changed
I never wanna be the same..
Its time we re-arrange i take a step
you take a step and me calling out to you

Helloooo... Hellooooo... Helloooo oooo
Yooo Hosanna

Ho..sanna.....oooo...

Udti hui titli ki rangeen parchhaai reh jaati hai phoolon mein
Waise hi tum ek tasveer ke jaise chhaye ho inn aankhon mein
Hosanna, Tum jo mera khwaab ho
Hosanna, Dil kyon na betaab ho
Kahoon to kya kahoon
Main kyun deewana hoon
Tumhare baare mein hi har ghadi main sochta hoon kyun.

Hello.. Hello.. Hello...
Hosanna... (ab din ho ya raat ho)
Hosanna... (dil chahe tum saath ho)
Hosanna... (bas haathon mein haath ho)
Hosanna....

Dil hote jo, mere seene mein do
Doosra dil bhi main, tumhe deta todne ko


A.r. rahman Hum Main Hain Hero Hindi Song Lyrics

Hero Honda, India's most popular two Wheeler Company is now Hero Moto Corp; Hero is launching its new name i.e Hero Moto Corp . Hero Moto Corp released a  Jingle Hum Main Hai Hero.  Song Hum Mein Hai Hero is composed and sung by A.R. Rahman.

It's official video directed by talented Aurag Kashyap.This video is all about boosting a self-confidence.  The song lyrics fitted into different perfect situations and really executed very properly.

The video itself explains meaning and purpose of Hum Main Hain Hero lyric very correctly without understanding lyrics. Great composition by A.R. Rahman and very good direction of Anurag Kashyap. 

Lets go with Hum Main Hain Hero lyrics.



Dil dhire dhire dhadke aaj
hone ko hain aaghaaz

safar pe chalne ka badhne
Itana hain Hausala
uthana hain faasla

Manzil pe mil hi janna hai
khwabon se aage Janna hain

Humi se toh ummedein hain
Humi se toh dilasa hai

Humi pe hai nigaahe hai
Humi pe Bharossa hai

Hum main hai hero(2)

Dil se kaho hai hum main hain hero

khulke kaho hai hum main hain hero

Hum main hain hero.. Oooo...

Friday 17 February 2012

A.r. Rahman Piya Haji Ali Hindi Song Lyrics

Piya Haji Ali is the song from the movie Fiza , sang by A. R. Rahman, Kadar Ghulam Mushtafa, Murtaza Ghulam Mushtafa, Srinivas.

This is the only song in this movie for which music composed by A.R.Rahman. Basically, Piya Aaji Ali is a Qawwali song, lyrics by Shaukat Ali.This song is about praising god for his strength.

Haji ali is dargah contains the tomb of Sayed Peer Haji Ali Shah Bukhari. In this song lyric, all greatness of Saint Haji Ali describes very clearly.

Here are lyrics of song Piya Haji Ali.

khuda apane valiyon se hota hai raazi

milegi ye dar se hamein sarfaraazi

yahaan dil se maango ye haaji ali hain

kuda ke vali hain

shaah-e-samandar ibn-e-haidar

shah-e-samandar ik nazar

piya haaji alee, piya haaji alee, piya haaji alee, piya ho (2)
tum samandhar ke dhani
baaba haaji ali baaba haaji ali baaba haaji ali

o sage haaji alee
tum samandhar ke dhani
baba haaji alee, baba haaji alee,

hai tumhaara dar dar mustafa dar murtaza marahaba
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho (2)

noor vaale noor vaale
o the one with light
bhole-bhaale bhole-bhaale

noor vaale noor vaale
saaya sab pe daal de
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho (2)
piya haaji ali piya haaji ali (2)
yahaan hindu muslim sikh isaai faiz paate hain (2)
here hindus, muslims, sikhs, christians, al achieve bounty
ye samandar roz dar pe deta hai pahara

hai saraapa noor vaala aapaka chehara
piya haaji alee, piya haaji alee, piya haaji alee, piya ho (2)
do mohammad mustafa ke naam ka sadaka

de do naam ka sadaka
do mohammad mustafa ke naam ka sadaka
de do naam ka sadaka
koi bhi maayoos is dar se nahin lauta
baaba koi nahin lauta

o sage, nobody returned like that
kisake dil mein kya chhupa hai sab tumhen maaloom hai (2)
aapake faiz-o-karam bhi arsh par bhi dhoom hai
baaba haaji ali baaba haaji ali
suno ham gareebon ki iltija ham par karam keeje

piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho (2)
aap par saari kudaai naaz karati hai
baaba naaz karatee hai
bigadi qisamat aapake dar par sanvarati hai
are qismat sanvarati hai

jab talak ummeed meri bar na aayegi (2)
zindagi dahaleez par aansu bahaayegi
baaba haaji ali baaba haaji ali
baaba jo bhi aapaka ho chuka use kya gumaan hoga

piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho(2)
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
piya
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho (2)
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho




A.r. Rahman Maa Tujhe Salaam Hindi Song Lyrics

Maa Tujhe Salaam is one of the songs from A.R.Rahman's 1997 album Vande Mataram. Its lyrics by Mehboob, total length of a song is 6.11 Min. Backing voice by Rita Campbell, Deepika Thathaal, Joy Rose, Chris Ballin, Sophia James. Percussion played by Peter Lockett and Guitar by Mark James.

Album Vande Mataram released on December 9, 1997 by Columbia Records, a music authority under Sony Music. Specialty of this album was it was released on the golden jubilee anniversary of India's independence. Maa Tujhe Salaam is the most popular song in that golden jubilee anniversary year. Maa Tujhe Salaam Hindi lyrics are touch heart of every Indian. The video made by A.R. Rahman describes all Indian religion and culture.

Here are beautiful Maa Tujhe Salaam song lyrics..

Yahan vahan sara jahan dekh liya
Ab tak bhi tere jaisa koi nahin

Main assi nahin, sau din duniya ghooma hai
Naahi kahe tere jaisa koi nahin

Main gaya jahan bhi, bas teri yaad thi
Jo mere sath thi mujhko tadpaati rulaati

Sab se pyari teri soorat
Pyaar hai bas tera, pyaar hiii

Maa tujhe salam, maa tujhe salam

Amma tujhe salaam Vande mataram, vande mataram (3)
 
Janam janam tera hoon deewana main
Jhoomoon naachoon gaaoon tere pyaar ka taraana

Main jeena nahin soch nahin duniya ki daulat nahin
Bas lootunga tere pyaar ka khazaana

Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki
Duniya tab to meri chamke damke maheke re
Tera chehra sooraj jaisa chand si thand hai pyar mein

Vande mataram, vande mataram (3)

Tere paas hi main aa raha hoon
Apni baahein khol de
Zor se mujhko gale laga le
Mujhko phir voh pyaar de
Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabat hai
Tere hi pairon mein jannat hai
Tu hi dil, tu jaan, amma Maa tujhe salam, maa tujhe salam
Amma tujhe salaam, maa tujhe salaam

Vande mataram, vande mataram (4)





Thursday 16 February 2012

A.r. Rahman Luka Chuppi Hindi Song Lyrics

This soundtrack is from film Rang De Basanti(2006). Official music released by Sony BMG on 8 December 2005.  Lukka Chuppi song's music composed by A. R. Rahman and lyrics by Prasoon Joshi.
In the same year,  this song won Academy Award for Best Original Song.
This song was sung by Lata Mangeshkar. She called as the sweetest voice of India among all great female playback singers.
This song is basically a conversation between worried Mom and her passed away son, How he misses her in heaven.It's really heart touching song, and Rahman's music makes it live.

So enjoy the Lukka Chuppi song lyrics with A.R. Rahman's magical touch.


Luka Chuppi Bahut Huyi Samne Aa Ja Naa 
Kahan Kahan Dhoonda Tujhe 
Thak Gayi Hai Ab Teri Maa 

Aaja Saanjh Hui Mujhe Teri Fikar 
Dhundhla Gayi Dekh Meri Nazar Aa Ja Na (2)  


Kya Bataoon Maa Kahan Hoon Main 
Yahan Udney Ko Mere Khula Aasmaan Hai 
Tere Kisson Jaisa Bhola Salona 
Jahan Hain Yahan Sapno Vala 
Meri Patang Ho Befikar Udd Rahi Hai Maa 
Dor Koi Loote Nahin Beech Se Kate Na 

Aaja Sanjh Hui Mujhe Teri Fikar 
Dhundhla Gayi Dekh Meri Nazar Aa Ja Na 

Teri Raah Takey Aankhiyan 
Jane Kaisa Kaisa Hoye Jiyaa (2) 

Dhire Dhire Aangan Utre Andhera, Mera Deep Kahan 
Dhalke Suraj Kare Ishara Chanda Tu Hai Kahan 
Mere Chanda Tu Hai Kahan 
Luka Chuppi Bahut Huyi Saamne Aa Ja Naa 
Kahan Kahan Dhunda Tujhe Thak Gayi Hai Ab Teri Maa 

Aaja Sanjh Hui Mujhe Teri Fikar 
Dhundhla Gayi Dekh Meri Nazar Aa Ja Na (2) 

Kaise Tujhko Dikhaun Yahaan Hai Kya 
Maine Jharne Se Pani Maa Tod Ke Piya Hai 
Guchcha Guchcha Kai Khwabon Ka Uchal Ke Chuwa Hai 
Chaya Liya Bhali Dhoop Yahaan Hai 
Naya Naya Sa Hai Roop Yahan 
Yahaan Sab Kuch Hai Maa Phir Bhi 
Lage Bin Tere Mujhko Akela 

Aaja Sanjh Hui Mujhe Teri Fikar Dhundhla Gayi Dekh Meri Nazar Aa Ja Na (3)

A.r. Rahman Kun fayakun Kun Hindi Song Lyrics

Rockstar is Hindi musical film released in 2011,Its music composed by A. R. Rahman, directed by Imtiaz Ali and starring Ranbir Kapoor and Nargis Fakhri. Shammi Kapoor makes his last screen appearance in this film. Rockstar is  produced by Shree Ashtavinayak Cine Vision Ltd and Eros International.
These Hindi movie songs was released on 30 September 2011 by T-Series. The Kun Fayakun song music has been composed by A R Rahman and lyrics written by Irshad Kamil.

Kun Fayakun Song Lyrics Details:


Music Director - A R Rahman
Singer(s) - A R Rahman, Mohit Chauhan, Javed Ali
Lyricist - Irshad Kamil

Check out the Kun Fayakun lyrics

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aja khalipan mein(2)
Ooo...

Rangreza Rangreza

Rangreza aa.....
Ho o ... Rangreza Rangreza

Kun fayakun Kun fayakun fayakun

Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha

Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya

Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun

Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera tan mera man

Le le rangaai chahe tan chahe man
Rangreza rang mera tan mera man
Le le rangaai chahe tan chahe man

Sajra savera mere tann barse

Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O Maulaa...
Maulaa... aa...

Kun fayakun Kun fayakun
(2)
Fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha

Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun

Sadq allahu ali ul azeem

Sadaq-al sur'aah bih-al Al-Qari

SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam

Ho mujh pe karam sarkar tera

Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujh se hi riha
Mujh se hi rihaaa...

Mann ke mere ye bharam

Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahan main to jaanu hi na

Tu hai mujh mein samaaya kahan leke mujhe aaya

Main hoon tujh mein samaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya
Main tto jag ko naa bhaya
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Aaa...

Kun fayakun Kun fayakun fayakun

Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha

Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun

Sadq allahu ali ul azeem

Sadaq-al sur'aah bih-al Al-Qari

SalAllah hu alayhi wasallam