On the special occasion of Navratri here I present Garba song lyrics, which is great creation by A.r. Rahman. The song name is Chand Aya Hai Zamin Pe Aaj Garbe Ki Rat Main and this song from the movie Dil Hi Dil Mein, released in the year 2000.
This is the preliminary movie, which introduced Interent love first time in Indian film industry. Chand Aya Hai Zamin Pe Aaj Garbe Ki Rat Main lyrics written by Mehboob. This beautiful Garba song sung by Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy while its music composed by A.r. Rahman.
Enjoy these Navratri Dandiya song lyrics with the magical musical touch of A.r. Rahman.
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Arey, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Bat Hai Jo Aya Wo (2)
Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Arey, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main…
Chup Tumhare Un Labon Pe Bhi Hai
Chup Hamare In Labon Pe Bhi Hai
Bolti Hain Ye Nigahe, Mere Yaar
Mere Yaar (2)
Ooooh Ooo Ooo Ooo Ooo
Hanseen Ho Sanam Tum
Chand Se Bhi Zyada (2)
Gaihri Hain Zulfein
Jaise Rat Koi
Ooo, Tarifein Karo Na
Itni Bhi Zyada,
Rukein Na Sharam Se
Ye Saanse Meri
Jo Dil Main Hai Bolu Main
Bas Tumko Hi Dekhu Main
Jivan Yu Hi Bitaa Du
Ooo Hooo Ooo, Mere Yaar
Mere Yaar (2)
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Are, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Baat Hai Jo Aya Wo (2)
Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Are, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do…
Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jina Kya
Mere Yaar
Ooo, Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jeena Kya
Mere Yaar
Ooooo Ooo Ooo Ooo Ooooo Ooo
Pehli Nazar Ne Luta Tha Dil Ko
Jadugar Salam Mera Tum Ko
Itni Mohabbat, Doge Jo Humko
Kam Hi Padegi Zindagi Humko
Janamon Ka Nata Hai Ye
Pyaar Waffa Ka Rishta Hai Ye
Tute Na Ye Bandhan Dekhooo
Mere Yaar (4)
Kya Kya Iradey Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)
Kasmain Vade Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)
Wah Re Wah Kya Aaye Hai Ye Rat Re
Chedi Hai Milan Ki Koi Bat Re
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)
This is the preliminary movie, which introduced Interent love first time in Indian film industry. Chand Aya Hai Zamin Pe Aaj Garbe Ki Rat Main lyrics written by Mehboob. This beautiful Garba song sung by Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy while its music composed by A.r. Rahman.
Enjoy these Navratri Dandiya song lyrics with the magical musical touch of A.r. Rahman.
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Arey, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Bat Hai Jo Aya Wo (2)
Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Arey, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main…
Chup Tumhare Un Labon Pe Bhi Hai
Chup Hamare In Labon Pe Bhi Hai
Bolti Hain Ye Nigahe, Mere Yaar
Mere Yaar (2)
Ooooh Ooo Ooo Ooo Ooo
Hanseen Ho Sanam Tum
Chand Se Bhi Zyada (2)
Gaihri Hain Zulfein
Jaise Rat Koi
Ooo, Tarifein Karo Na
Itni Bhi Zyada,
Rukein Na Sharam Se
Ye Saanse Meri
Jo Dil Main Hai Bolu Main
Bas Tumko Hi Dekhu Main
Jivan Yu Hi Bitaa Du
Ooo Hooo Ooo, Mere Yaar
Mere Yaar (2)
Chand Aya Hai Zamin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Chupa Hai Wo Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Rat Main
Are, Dhundo Dhundo Re
Sharmaa Raha Hai Wo
Kuch To Baat Hai Jo Aya Wo (2)
Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Are, Mauka Hai Yeh, Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do…
Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jina Kya
Mere Yaar
Ooo, Pyaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Yaar Sa Nahin Jahan Main Koi
Dono Ke Bina, Yahan Pe Jeena Kya
Mere Yaar
Ooooo Ooo Ooo Ooo Ooooo Ooo
Pehli Nazar Ne Luta Tha Dil Ko
Jadugar Salam Mera Tum Ko
Itni Mohabbat, Doge Jo Humko
Kam Hi Padegi Zindagi Humko
Janamon Ka Nata Hai Ye
Pyaar Waffa Ka Rishta Hai Ye
Tute Na Ye Bandhan Dekhooo
Mere Yaar (4)
Kya Kya Iradey Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)
Kasmain Vade Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Rat Main (2)
Wah Re Wah Kya Aaye Hai Ye Rat Re
Chedi Hai Milan Ki Koi Bat Re
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)
Hum Bhi To Hain Tum Dilwalon Ke Hi Saath Main (2)
Ooooo Oooo Ooooo Ooooo Oooooo (3)
No comments:
Post a Comment