Google Search

Custom Search

Sunday 12 August 2012

Mere Desh Ki Dharti Song Lyrics from Upkar


On the great occasion of Indian Independence day, I am going to add Mere Desh Ki Dharti song lyrics from film Upkar. This film was released in the year 1967, and Manoj Kumar was in lead role. Upkar film's music composed by very famous pair of music directors Kalyanji-Anandji. Mere Desh Ki Dharti song was sung by Mahendra Kapoor, and its lyrics penned by Gulshan Bawara.

The magic of this song is that, it is ever green song of Indian film industry. This song not only represents pride of India but also the great history of nation. Magic of Mere Desh Ki Dharti  song lyrics prove the bonding with Indian religions.

Every independence day and Republic day of India makes live and joyful by playing this song at every Chowk and streets of India. As per observation, not a single Independence and Republic day was celebrated without playing a Mere Desh Ki Dharti Song. I salute Mr. Gulshan Bawara for these ever green and unforgettable lyrics to nation. 

Here are lyrics of Mere Desh Ki Dharti song from film Upkar.

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle hire moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti (2)

Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..

Bailon ke gale mein jab ghunghru
Jivan ka rag sunate hain (2)
Ghum kos door ho jata hai
Khushiyon ke kamal muskate hain (2)

Ho ho ....

Sun ke rahat ki awajein (2)
Yun lage kahin shehnayi baje (2)
Aate hi mast baharon ke
Dulhan ki tarah har khet saje (2)

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle hire moti
Mere desh ki dharti (2)

Jab chalte hain is dharti pe hal
Mamta angdaiyan leti hai (2)
Kyon na pooje is mati ko
Jo jivan ka sukh deti hai (2)

Ho ho....

Is dharti pe jisne janam liya (2)
Usne hi paya pyaar tera (2)

Yahan apna paraya koi nahi
Hain sab pe maa upkaar tera (2)
Hain sab pe maa upkaar tera

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle hire moti
Mere desh ki dharti (2)

Ye baag hain gautam nanak ka
Khilte hain aman ke phool yahaan (2)
Gandhi, subhash..
Gandhi, subhash, tagore, tilak
Aise hain chaman ke phool yahaan (2)

Rang hara hari singh nalawe ke
Rang laal hain laal bahadur ke
Rang bana basanti bhagat singh
Rang aman ka veer jawahar se

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle hire moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti (2)

No comments:

Post a Comment